ہماری چاھتوں کے سارے افسانے ادھورے ہیں
Hamari Chahtoon Ke Afsane Adhure Hain
الگ تم سے میں اپنی ذات کی تکمیل میں کوشاں
Alag Tum Se Main Apni Zaat Ki Takmeel Men Koshaan

الگ مجھ سے تم اپنی الجھنوں کے حل کی متلاشی
Alag Mujh Se Tum Apni Uljhanoon Ke Hall Ki Mutalashi

بہت مصروف ہو مانا
Bahut Masroof Ho Mana
Bahut Masroof Ho Mana
مگر سوچو ذرا تم بھی کبھی تھے آشنا ہم سے
Magar Socho Zara Tum Bhi Kabhi The Aashna Hum Se

تمہاری ملتجی آنکھیں ابھی تک یاد ہیں مجھ کو
Tumhari Multaji Aankheen Abhi Tak Yaad Hain Mujh Ko

بڑی بے ربط سی باتیں ابھی تک یاد ہیں مجھ کو
Barri Be Rabt Si Batain Abhi Tak Yaad Hain Mujh Ko

مگر جاناں تمہاری آرزو تو میری چاہت ہے
Magar Janaaan Tumhari Aarzoo To Meri Chahat hai

مگر یہ میرا مسلہ ہے کہ مجھے تم سے محبّت ہے
Magar Ye Mera Masla Hai Keh Mujhe Tum Se Muhabbat Hai

سو اب یہ طے کیا میں نے تنہائی کے لمحوں میں
So Ab Ye Tay Kiya Main Ne Tanhai Ke Lamhoon Men

کہ قاصّہ محبّت توڑ پھینکیں گے جلا دیں گے
Keh Qasa Muhabbat Torr Phainkain Ge Jala Dain Ge

تمہیں دل سے بھلا دیں گے تمہیں دل سے بھلا دیں گے
Tumhain Dil Se Bhula Deen Ge, Tumhain Dil Se Bhula Deen Gai

Comments
Post a Comment